Ghungroo Song
The Ghungroo song written by Kumaar and sung by Arijit Singh,Shilpa Rao. It was composed by Vishal,Shekhar and released by Yash Raj Films in year 2019.
The Ghungroo song written by Kumaar and sung by Arijit Singh,Shilpa Rao. It was composed by Vishal,Shekhar and released by Yash Raj Films in year 2019.
Met the sun in the sand And the sea in the night And we are feeling alright Yeah we are feeling alright Kyun lamhe kharab karein Aa ghalti behisab karein Do pal ki jo neend udi Aa poore saare khwaab karein Kya karne hai umron ke vaade Ye jo rehte hain rehne de aadhe Do baar nahi ik baar sahi Ik raat ki kar le tu yaari Subah tak maan ke meri baat Tu aise zor se naachi aaj Ki ghungroo toot gaye Ki ghungroo toot gaye Chhod ke saare sharm aur laaj Main aise zor se naachi aaj Ki ghungroo toot gaye Ki ghungroo toot gaye Dil lena dil dena zaroori nahi hai Inn baaton ke siva bhi baatein kai hai Ek lamhein se zyada ki khwahish nahi hai Phir chaahe dobara na milna kahi Mere sapne nahi seedhe saadhe Hai ghalat fehmiyan to mita de Do baar nahi ek baar sahi Ek raat ki kar le tu yaari Subah tak maan ke meri baat Tu aise zor se naachi aaj Ke ghungroo toot gaye Ke ghungroo toot gaye Chhod ke saare sharm aur laaj Main aise zor se naachi aaj Ke ghungroo toot gaye Ke ghungroo toot gaye Ishq hai aaj bas kal karna bhi nahi Dil mein theherna to hai Par utarna bhi nahi Mitna bhi hai kuchh der ke liye Puri umar tumpe marna bhi nahi Kya karne hai umron ke vaade Ye jo rehte hain rehne de aadhe Do baar nahi ik baar sahi Ik raat ki kar le tu yaari Subah tak maan ke meri baat Tu aise zor se naachi aaj Ki ghungroo toot gaye Ki ghungroo toot gaye Chhod ke saare sharm aur laaj Main aise zor se naachi aaj Ke ghungroo toot gaye Ke ghungroo toot gaye Toot gaye Ke ghungroo toot gaye Toot gaye Ke ghungroo toot gaye
क्यूँ लम्हें खराब करें आ गलती बेहिसाब करें दो पल की जो नींद उड़ी आ पूरे सारे ख़्वाब करें क्या करने है उमरों के वादे ये जो रहते हैं रहने दे आधे दो बार नही एक बार सही एक रात की कर ले तू यारी सुबह तक मान के मेरी बात तू ऐसे ज़ोर से नाची आज कि घुँघरू टूट गये कि घुँघरू टूट गये छोड़ के सारे शर्म और लाज मैं ऐसे ज़ोर से नाची आज कि घुँघरू टूट गये कि घुँघरू टूट गये दिल लेना, दिल लेना जरूरी नहीं है इन बातों के सिवा भी बातें कई है १ लम्हें से जयदा की ख्वाहिश नहीं है फिर चाहे दोबारा न मिलना कही मेरे सपने नहीं सीधे-साधे है गलतफेहमियाँ तो मिटा दे दो बार नही एक बार सही एक रात की कर ले तू यारी सुबह तक मान के मेरी बात तू ऐसे ज़ोर से नाची आज कि घुँघरू टूट गये कि घुँघरू टूट गये छोड़ के सारे शर्म और लाज मैं ऐसे ज़ोर से नाची आज कि घुँघरू टूट गये कि घुँघरू टूट गये इश्क़ है आज बस, कल करना भी नही दिल में ठेरना तो है, पर उतरना भी नहीं मिटना भी है कुछ देर के लिए पूरी उम्र तुमपे मरना भी नहीं क्या करने है उमरों के वादे ये जो रहते हैं रहने दे आधे दो बार नही एक बार सही एक रात की कर ले तू यारी सुबह तक थाम के तेरा हाथ तू ऐसे ज़ोर से नाची आज कि घुँघरू टूट गये कि घुँघरू टूट गये छोड़ के सारे शर्म और लाज मैं ऐसे ज़ोर से नाची आज कि घुँघरू टूट गये कि घुँघरू टूट गये टूट गये कि घुँघरू टूट गये टूट गये कि घुँघरू टूट गये