Kar Har Maidaan Fateh song lyrics in english

Pighla de zanjeerein Bana unki shamsheerein Kar har maidaan fateh o bandeya Kar har maidan fateh… Ghayal parinda hai tu Dikhla de zinda hai tu Baaqi hai tujhme hausla Tere junoon ke aage Ambar panaahe maange Kar daale tu jo faisla… Roothi taqdeerein toh kya Tooti shamsheerein toh kya Tooti shamsheeron se hi ho… Kar har maidan fateh Kar har maidan fateh Kar har maidan fateh re bandeya Har maidaan fateh..(x2) In gardishon ke baadalon pe chadh ke Waqt ka girabaan pakad ke Puchna hai jeet ka pata Jeet ka pata… Inn mutthiyon mein chand taare bhar ke Aasmaan ki hadh se guzar ke Ho ja tu bheed se juda Bheed se juda, Bheed se juda… Kehne ko zarra hai tu Loha ka charra hai tu Tooti shamsheeron se hi ho Kar har maidaan fateh Kar har maidaan fateh Kar har maidaan fateh re bandeya Har maidaan fateh…(x3) Teri koshishein hi kaamyaab hongi Jab teri ye zidd aag hogi Phoonk de na-umeediyan naumeediyan Tere piche piche raaste ye chal ke Baahon ke nishaanon mein dhal ke Dhoondh lenge apna aashiyan Apna aashiyan apna aashiyan Lamhon se aankh mila ke Rakh de jee jaan lada ke Tooti shamsheeron se hi ho Kar har maidan, har maidaan Har maidaan har maidaan Kar har maidaan fateh Kar har maidaan fateh Kar har maidaan fateh o bandeya Har maidaan fateh…(x3) Kar har maidan fateh re bandeya Har maidan fateh…

Kar Har Maidaan Fateh song lyrics in hindi

पिघला दे ज़ंजीरें बना उनकी शमशीरें कर हर मैदान फ़तेह ओ बंदेया कर हर मैदान फ़तेह घायल परिंदा है तू, दिखला दे ज़िन्दा है तू बाक़ी है तुझमें हौसला तेरे जुनूँ के आगे, अम्बर पनाहें माँगे कर डाले तू जो फैसला रूठी तकदीरें तो क्या, टूटी शमशीरें तो क्या टूटी शमशीरों से ही हो कर हर मैदान फ़तेह, कर हर मैदान फ़तेह कर हर मैदान फ़तेह रे बंदेया हर मैदान फ़तेह इन गर्दिशों के बादलों पे चढ़ के वक़्त का गिरेबां पकड़ के पूछना है जीत का पता, जीत का पता इन मुट्ठियों में चाँद तारे भर के आसमां की हद से गुज़र के हो जा तू भीड़ से जुदा, भीड़ से जुदा कहने को ज़र्रा है तू लोहे का छर्रा है तू टूटी शमशीरों से ही... तेरी कोशिशें ही कामयाब होंगी जब तेरी ये ज़िद आग होगी फूँक देंगी नाउमीदियाँ, नाउमीदियाँ तेरे पीछे-पीछे रास्ते ये चल के बाहों के निशानों में ढल के ढूँढ लेंगे अपना आशियाँ, अपना आशियाँ लम्हों से आँख मिला के रख दे जी जान लड़ा के टूटी शमशीरों से ही...