Lo Chali Main Song
The Lo Chali Main song written by Ravinder Rawal and sung by Lata Mangeshkar. It was composed by Raamlaxman and released by Rajshri Productions in year 1994.
The Lo Chali Main song written by Ravinder Rawal and sung by Lata Mangeshkar. It was composed by Raamlaxman and released by Rajshri Productions in year 1994.
Lo chali main Apne devar ki baaraat le ke Lo chali main Lo chali main Apne devar ki baaraat le ke Lo chali main Na band baaja, na hi baaraati, Khushiyon ki saugaat le ke Lo chali main Lo chali main Apne devar ki baaraat le ke Lo chali main Devar dulha bana, sar pe sehra saja Bhabhi badhkar aaj balaiyan leti hai Prem ki kaliyan khile, pal pal khushiyan mile Sachche man se aaj duayen deti hai Ghode pe chadh ke, chala hai baanka, Apni dulhan se milne Lo chali main Lo chali main Apne devar ki baaraat le ke Lo chali main Waha waha ramji, jodi kya banaai Devar devraniji, badhai ho badhai Sab rasmon se badi hai jag mein Dil se dil ki sagai Aai hai shubh ghadi, aaj bani maein badi Kal tak ghar ki bahu thi ab hoon jethani Hukum chalaungi maein, Aankh dikhaungi maein Sehmi khadi rahegi meri devrani Hazaar sapne, palkon mein apne, Deewani maein saath le ke Lo chali main Lo chali main Apne devar ki baaraat le ke Lo chali main.
लो चली मैं अपने देवर की बरात ले के लो चली मैं लो चली मैं अपने देवर की बरात ले के लो चली मैं न बैंड बाजा खुशियों की सौगात ले के लो चली मैं लो चली मैं अपने देवर की बरात ले के लो चली मैं देवर दूल्हा बना भाभी बढ़कर आज बलैयां लेती है प्रेम की कलियाँ खिल सच्चे मन से आज दुआएं देती है घोड़े पे चढ़ के अपनी दुल्हन से मिलने लो चली मैं लो चली मैं अपने देवर की बरात ले के लो चली मैं वह वह रामजी देवर देवरानीजी सब रस्मों से बड़ी है जग में दिल से दिल की सगाई आई है शुभ घडी कल तक घर की बहू थी अब हूँ जेठानी हुकुम चलाउंगी में आँख दिखाउंगी में सहमी खड़ी रहेगी मेरी देवरानी हज़ार सपने दीवानी में साथ ले के लो चली मैं लो चली मैं अपने देवर की बरात ले के लो चली मैं.