Mere Khwabon Mein Song
The Mere Khwabon Mein song written by Anand Bakshi and sung by Lata Mangeshkar. It was composed by Jatin–Lalit and released by Yash Raj Films in year 1995.
The Mere Khwabon Mein song written by Anand Bakshi and sung by Lata Mangeshkar. It was composed by Jatin–Lalit and released by Yash Raj Films in year 1995.
Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye Use kahon kabhi saamne to aaye Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye Use kahon kabhi saamne to aaye Mere khwaabon mein jo aaye Kaisa hai kaun hai wo jaane kahan hai Ho kaisa hai kaun hai woh jaane kahan hai Jiske liye mere hoton pe aah hai Apna hai ya begana hai wo Sach hai ya koi afsana hai wo Dekhe ghur ghur ke yunhi door door se Use kahon meri neend na churaye Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye Use kahon kabhi saamne to aaye Mere khwaabon mein jo aaye Jadoo se jaise koi chalne laga hai Ho jadoo se jaise koi chalne laga hai Main kya karun dil machalne laga hai Tera deewana kehta hai wo Chup chup se phir kyon rahta hai wo Kar baitha bhool wo le aaya phool wo Use kaho jaaye chaand leke aaye Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye Mere khwaabon mein jo aaye Aake mujhe chhed jaaye Use kahon kabhi saamne to aaye.
मेरे ख़्वाबों में जो आये आके मुझे छेड़ जाए मेरे ख़्वाबों में जो आये आके मुझे छेड़ जाए उसे कहां कभी सामने तो आए मेरे ख़्वाबों में जो आये आके मुझे छेड़ जाए उसे कहां कभी सामने तो आए मेरे ख़्वाबों में जो आये कैसा है कौन है वो जाने कहाँ है हो कैसा है कौन है वह जाने कहाँ है जिसके लिए मेरे होठों पे आह है अपना है या बेगाना है वो सच है या कोई अफसाना है वो देखे घूर घूर के यूँही दूर दूर से उसे कहो मेरी नींद न चुराये मेरे ख़्वाबों में जो आये आके मुझे छेड़ जाए उसे कहां कभी सामने तो आए मेरे ख़्वाबों में जो आये जादू से जैसे कोई चलने लगा है हो जादू से जैसे कोई चलने लगा है मैं क्या करूँ दिल मचलने लगा है तेरा दीवाना कहता है वो चुप चुप से फिर क्यों रहता है वो कर बैठा भूल वो ले आया फूल वो उसे कहो जाए चाँद लेके आये मेरे ख़्वाबों में जो आये आके मुझे छेड़ जाए मेरे ख़्वाबों में जो आये आके मुझे छेड़ जाए उसे कहां कभी सामने तो आए.