Na Munh Chhupake Jeeo Song
The Na Munh Chhupake Jeeo song written by Sahir Ludhianvi and sung by Mahendra Kapoor. It was composed by Ravi Shankar Sharma,Ravi and released by Saregama Music in year 1967.
The Na Munh Chhupake Jeeo song written by Sahir Ludhianvi and sung by Mahendra Kapoor. It was composed by Ravi Shankar Sharma,Ravi and released by Saregama Music in year 1967.
Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Gamon kaa daur bhi aaye Toh muskura ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Ghata me chhupake Sitare fana nahi hote Ghata me chhupake Sitare fana nahi hote Andheri rat ke Andheri rat ke dil me Diye jala ke chalo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Gamon kaa daur bhi aaye Toh muskura ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Na jaane kon sa pal Mout ki amaanat ho Na jaane kon sa pal Mout ki amaanat ho Har ek pal ki Har ek pal ki khusi Gale laga ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo O gamon kaa daur bhi Aaye toh muskura ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Yeh jindagi kisi manjil Pe ruk nahi sakati Yeh jindagi kisi manjil Pe ruk nahi sakati Har ik makam pe Har ik makam pe Kadam badhake chalo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo O gamon kaa daur bhi Aaye toh muskura ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo Naa munh chhupake jiyo Aur naa sar jhuka ke jiyo.
ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ग़मों का दौर भी आये तोह मुस्कुरा के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो घटा में छुपके सितारे फ़ना नहीं होते घटा में छुपके सितारे फ़ना नहीं होते अँधेरी रात के अँधेरी रात के दिल में दिए जला के चलो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ग़मों का दौर भी आये तोह मुस्कुरा के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो न जाने कौन सा पल मौत की अमानत हो न जाने कौन सा पल मौत की अमानत हो हर एक पल की हर एक पल की खुशी गले लगा के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ो ग़मों का दौर भी आये तोह मुस्कुरा के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो यह जिंदगी किसी मंजिल पे रुक नहीं सकती यह जिंदगी किसी मंजिल पे रुक नहीं सकती हर इक मक़ाम पे हर इक मक़ाम पे कदम बढ़के चलो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ो ग़मों का दौर भी आये तोह मुस्कुरा के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो ना मुंह छुपके जियो और ना सर झुका के जियो.