Sharma Ke Yun Na Dekh Song
The Sharma Ke Yun Na Dekh song written by Sahir Ludhianvi and sung by Mohammed Rafi. It was composed by Ravi Shankar Sharma and released by Shemaroo Entertainment in year 1968.
The Sharma Ke Yun Na Dekh song written by Sahir Ludhianvi and sung by Mohammed Rafi. It was composed by Ravi Shankar Sharma and released by Shemaroo Entertainment in year 1968.
Sharma ke yun na dekh Adaa ke maqaam se Sharma ke yun na dekh Adaa ke maqaam se Ab baat badh chuki hai Nazar ke maqaam se Tasvir khich li hai Tere shokh husn ki Tasvir khich li hai Tere shokh husn ki Meri nazar ne aaj Khataa ke maqaam se Duniyaa ko bhul kar Meri baanho me jhul jaa Aavaaz de rahaa hun Wafa ke maqaam se Sharma ke yun na Dil ke muaamale me Natize ki fiqr kya Dil ke muaamale me Natize ki fiqr kya Aage hai ishq zurm o Sazaa ke maqaam se Sharma ke yun na Dekh adaa ke maqaam se Ab baat badh chuki hai Nazar ke maqaam se.
शर्मा के यूँ न देख ादा के मक़ाम से शर्मा के यूँ न देख ादा के मक़ाम से अब बात बढ़ चुकी है नज़र के मक़ाम से तस्वीर खींच ली है तेरे शोख़ हुस्न की तस्वीर खींच ली है तेरे शोख़ हुस्न की मेरी नज़र ने आज खता के मक़ाम से दुनिया को भूल कर मेरी बांहों में झूल जा आवाज़ दे रहा हूँ वफ़ा के मक़ाम से शर्मा के यूँ न दिल के मुआमले में नतीजे की फ़िक्र क्या दिल के मुआमले में नतीजे की फ़िक्र क्या आगे है इश्क़ ज़ुर्म ो सज़ा के मक़ाम से शर्मा के यूँ न देख ादा के मक़ाम से अब बात बढ़ चुकी है नज़र के मक़ाम से.